tar-coal ki ek sadak par do saaye hain
andhere ki najaayaz aulaad hain shayad
ghoont ghoont khoon peekar dono pale hain shayad
paaon tale zameen hai naa sar pe aasmaan hai
zindagi kuchal gayi ye unki daastaan hai
waanw, waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw, waanw
waanw, waanw, waanw
taara, dekh taara
aasmaan pe latka hai bechaara
yeh zameen gardish mein thi
ghoom, ghoom, ghoom ke maara yaara
hum bhi kahin latke nahin
roko zameen
do hi din ka hai tamaasha
pasha oo, mere pasha oo
yaar pasha
jee bhar ke, jee mar le
aaj hai, aaj hai, aaj hai, aaj hai
kal kuch nahin
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
wow wow
mehangi hai ye zindagi
koi chhota sauda nahi
oonchi khajuri hai ye
gamle ka paudha nahi
ho jaan bhi ye teri nahi
kal tak chali jaayegi
ghar bhi chala jaayega
jab ye gali jaayegi
jam ke jee le do din
chaahe kam hi jee le
peena pade toh gham hi peele tu tu tu
tu yaara
yaaron ki yaari’yaan zinda rahen’gi
taaron ki jhaadi’yaan mehka karen’gi
taaron mein taara hai tu tu tu, tu
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil
K-k-k-kill kill, d-d-d-dil dil