aye Khuda
dil se hua tha uska raabta
dil ko sukoon deke hua lapata
dil se hua tha uska raabta
dil ko sukoon deke hua lapata
kis dagar gaya hai woh
kya hai raasta
kis jagah chupa hai woh
kuch toh de bataa
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
logon ka huzoom hai
bheed beshumaar hai
woh hi nahi hai
jo dil ko darkaar hai
aankhein ashqon se bhari
dil mein khala hai
har lamha, har pal
us bin bala hai
har lamha, har pal
us bin bala hai
kyun ho gayi hai
dil se jaan judaa
kuch toh baata
kya hai meri khata
kyun ho gayi hai
dil se jaan judaa
kuch toh baata
kya hai meri khata
kis dagar gaya hai woh
kya hai raasta
kis jagah chupa hai woh
kuch toh de bataa
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
har jagah har ek sheh mein
dhoondti hai yeh nazar
woh nazar na aaye
uski yaad aaye har pehar
logon se suna hai maine
zarre zarre mein hai tu
yaar se mila de rabba
puri karde justaju
logon se suna hai maine
zarre zarre mein hai tu
yaar se mila de rabba
puri karde justaju
kab tak rahega woh yun lapata
kyun gham bhari hai meri dastaan
kab tak rahega woh yun lapata
kyun gham bhari hai meri dastaan
oh kis dagar gaya hai woh
kya hai raasta
kis jagah chupa hai woh
kuch toh de bataa
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta
aye mere Khuda
tujhe tera wasta