ilaahi, ilaahi
ilaahi, ilaahi
jana chahe badalon ke paar bhi
aur zaminon se jude hai taar bhi
jana chahe badalon ke paar bhi
aur zaminon se jude hai taar bhi
jane talashe hai kya, ye dil parinda
dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda
tukde tukde hoke nadaan rehta hai zinda
jane talashe hai kya, ye dil parinda
dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda
ilaahi, ilaahi
ilaahi, ilaahi
sapne mere aise tute jaise tare tere
abke aankhe aise barsi baadal haare tere
mere haathon se kyon gir gayi har dua
sabka hai tu khuda, kyun na mera hua
ilaahi, ilaahi
ilaahi, ilaahi
apne haathon ujde hain hum shikva bhi kya kare
zarra zarra bikhre hain hum jode se kya jude
hum woh padh na sake jo bhi tune likha
chal hatheli se ab ye lakeere mita
ilaahi, ilaahi
ilaahi, ilaahi
jane talashe hai kya, ye dil parinda
dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda
tukde tukde hoke nadaan rehta hai zinda
jane talashe hai kya, ye dil parinda
dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda