Ghum shuda ghum shuda
Koi huya kahan huya
Kal tha main yahan woh bhi thi yehi
Main hoon phir yahan lekin woh nahi
Ho kal tha main yahan woh bhi thi yehi
Main hoon phir yahan lekin woh nahi
Ghum shuda ghum shuda
Ghum shuda ghum shuda
Dekhne mein hai haseen rehti hai yehi kahin
Kho gayi haa kho gayi
Woh pari woh apsara dilnasheen dilruba
Kho gayi ha kho gayi
Fhirta hoon yahan wahan leke leke dil aur jaan
Fhirta hoon yahan wahan leke leke dil aur jaan
Dhoondha saara jahan na jaane woh hai kahan
Ghum shuda ghum shuda ghum shuda ho ghum shuda
Ghum shuda ho ghum shuda
Dil ki inn baaton se main tha bilkul anjaana
Dil ki inn baaton se main tha bilkul anjaana
Lekin us ladki ne kar dala hai deewana
Jahan bhi main dekho lagta hai woh khadi hai
Bas uska hi chehra aankhon mein har ghadi hai
Itni bhi kya bechaini hai
Kya hai vaasata
Ghum shuda ghum shuda ghum shuda ghum shuda
Ghum shuda ghum shuda
Yaaron tum jo mujhko us ladki se milwa do
Yaaron tum jo mujhko us ladki se milwa do
Meri khoyi khushiyan jo phir wapas dilwaa do
Ghar jo dikha do uska ghar apna lutta do yaara
Ab jo miley wo mujhko use apna banalo yaara
Jaane kab pure honge bechare ke aarmaan
Ghum shuda ghum shuda ghum shuda ghum shuda
Ghum shuda ghum shuda
Dekhne mein hai haseen rehti hai yehi kahin
Kho gayi haa kho gayi
Woh pari woh apsara dilnasheen dilruba
Kho gayi ha kho gayi
Fhirta hoon yahan wahan leke apne dil aur jaan
Dhoondha saara jahan na jaane woh hai kahan
Ghum shuda ghum shuda ghum shuda ho ghum shuda
Ghum shuda ho ghum shuda meri mehbooba
Ghum shuda ho ghum shuda meri dilruba