Dil se sun piya ye dil ki daastaan
Jo lafzon mein nahi ho bayaan
Dil se sun piya ye dil ki daastaan
Jo lafzon mein nahi ho bayaan
Ab jaisa bhi raasta
Tootega naa vaasta
Na rahega faasla darmiyaan…
Naino ne baandhi kaisi dor re
Naino ne baandhi kaisi dor re
Ho… munsif hi mera, mera chor re
(Munsif: Nyaay karne wala)
Dil pe chale na koi zor re
Haan… dil pe chale na koi zor re
O… khincha chala jaye teri ore re
Aa…
O aaja tera darsh dikha de maahi
Mujhe mera aks dikha de maahi
Tujhse judi hain sab kahaniyaan
O aaja tera darsh dikha de maahi
Mujhe mera aks dikha de maahi
Tujhse judi hain sab kahaniyaan
Chaahe sau gardishein ho
Par koi bair nahi
Hum duniya se lad lenge
Par tere bagair nahi…
Dil se sun piya ye dil ki daastaan
Jo lafzon mein nahi ho bayaan
Humsafar humraaz tu
Jism main aur saans tu
Rehna mere paas tu yun sadaa…
Naino ne baandhi kaisi dor re
Haan.. naino ne baandhi kaisi dor re
Ho… munsif hi mera, mera chor re
Dil pe chale na koi zor re
Haan.. dil pe chale na koi zor re
O.. khincha chala jaye teri ore re