[Verse 1]
Chal rahe hain [?] mein
Lag rahe hain yoon
Pyaas hai har ek zuban par
Aankhon mein junoon
Pyaas hai jin [?] pe [?]
Zindigi be-sakoon
Zehno mein sawal hai
Ye ho raha hai kyun?
Zindigi kyun jal rahi hai?
Roshni kyun ghat rahi hai?
[Verse 2]
Chal rahe hain angaaron par
Pairon me, haath mein
Jee rahe na mar rahe hain
Kaise ye silsale?
Dekha hua jo har taraf
To kahne ye lage
Khel mein aabo lahu ke
Khud hi nikal gaye
Aadmi se [?] zindigi hai
[?] shole nahi khudkushi hai
[Verse 3]
Khaak mein na mil payein ge
Aaj aur kal
Be-nasha hone mein
Bas lagta hai eik pal
Nafraton ke dhool se
Aage na tu nikal
Dekhana kahein ho jaye
Ae insaan sambhal
Nafratеin kyun barh rahi hain?
Chahatein kyun ghat rahi hain?
Mushkil mein hai insaan [?]
Mushkil mein hai yе zameen
Jaahein to ab kahan jayein
Duniya [?]
Rastein mein shak ki si ho
Aayi hai kahein
Ab bhi na samjhe aman ko
Phir kabhi nahi
Aadmi se [?] zindigi hai
[?] shole nahi khudkushi hai
[Instrumental-Break]
[Outro]
Aadmi se [?] zindigi hai
[?] shole nahi khudkushi hai