naina lagiyan barishan
te sukke sukke sapne vi pij gaye
naina lagiyan barishan
rove palkan de kone vich neend meri
naina lagiyan barishan
hanju dig de ne chot lage dil te
naina lagiyan barishan
rut birha de baadlan di chha gayi
kaali kaali khaali raaton se
hone lagi hai dosti
khoya khoya in raahon mein
ab mera kuchh bhi nahi
har pal har lamha
main kaise sehta hoon
har pal har lamha
main khudh se yeh kehta rehta hoon
tujhe bhula diya wo
tujhe bhula diya wo
tujhe bhula diya wo
phir kyun teri yaadon ne
mujhe rula diya wo
mujhe rula diya
teri yaadon mein likhe jo lafz dete hai sunaayi
beete lamhe poochhte hain kyun huye aise juda
khuda! khuda mila jo yeh fasla hai
khuda tera hi yeh faisla hai
khuda hona tha woh ho gaya
jo tune tha likha
kaali kaali khaali raaton se
hone lagi hai dosti
khoya khoya in raahon mein
ab mera kuchh bhi nahi
har pal har lamha
main kaise sehta hoon
har pal har lamha
main khudh se yeh kehta rehta hoon
tujhe bhula diya wo
tujhe bhula diya wo
tujhe bhula diya wo
phir kyun teri yaadon ne
mujhe rula diya wo
mujhe rula diya
naina lagiyan barishan
te sukke sukke sapne vi pij gaye
naina lagiyan barishan
rut birha de baadlan di chha gayi
do pal tujhse juda tha
aise phir rasta muda tha
tujhse mein khone laga
juda jaise hone laga
mujhse kuchh mera
tu hi mere liye ab kar dua
tu hi is dard se kar de juda
tera hoke tera jo main na raha
main yeh khud se kehta hoon
tujhe bhula diya wo
tujhe bhula diya wo
tujhe bhula diya wo
phir kyun teri yaadon ne
mujhe rula diya wo
mujhe rula diya