Dhul Tere Charno Ki Chhukar
Apni Maang Main Bharti Hu
Nari Nahi Tu Devi Hai
Mai Teri Pooja Karti Hu
Kahta Hai Sindur Tera
Teri Bindiya Kahti Hai
Kahta Hai Sindur Tera
Teri Bindiya Kahti Hai
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Sada Suhagan Rahti Hai
Kahta Hai Sindur Tera
Teri Bindiya Kahti Hai
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Sada Suhagan Rahti Hai
Kahta Hai Sindur Tera
Pati Ki Seva Ki Aisi
Ke Pati Ko Parmeshvar Mana
Pati Ki Seva Ki Aisi
Ke Pati Ko Parmeshvar Mana
Beti Aur Bahu Mein Tune
Koi Antar Naa Jana
Teri Surat Dekh Ke Humne
To Bhagwan Ko Pahchana
Tu Sabko Sukh Deti Hai
Tu Hum Sabke Dukh Sahti Hai
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Sada Suhagan Rahti Hai
Kahta Hai Sindur Tera
Teri Bindiya Kahti Hai
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Sada Suhagan Rahti Hai
Kahta Hai Sindur Tera
Tune Darpan Mein Mukh Dekha
To Darpan Yeh Kahta Hai
Tune Darpan Mein Mukh Dekha
To Darpan Yeh Kahta Hai
Tu Swaym Darpan Hai Jise
Har Koi Dekhta Rahta Hai
Tere Hothon Se Muskano Ka
Yu Jharna Bahta Hai
Shankar Ji Ki Jata Se Jaise
Ganga Maiya Bahti Hai
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Sada Suhagan Rahti Hai
Kahta Hai Sindur Tera
Teri Bindiya Kahti Hai
Lakho Mein Koi Ek Suhagan
Sada Suhagan Rahti Hai
Kahta Hai Sindur Tera
Teri Bindiya Kahti Hai