Musica de Arijit Singh del Genero: Hindu Todos los artistas y cantantes de música de Hindu son individuos talentosos y apasionados que dedican su vida a crear y compartir su arte con el mundo. Su música de Arijit Singh tiene el poder de emocionarnos, inspirarnos y conectarnos a un nivel profundo. En este blog LetrasFM, exploraremos el mundo de los artistas y cantantes de música del genero Hindu, destacando su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura.
Los artistas y cantantes de música tienen la capacidad única de expresar sus emociones y experiencias a través de su voz y talento musical. A través de sus letras y melodías, nos llevan a un viaje emocional y nos permiten conectarnos con nuestras propias emociones.
Además de su talento musical, los artistas y cantantes son verdaderos profesionales en su campo. Trabajan arduamente para perfeccionar su
Senti Wali Mental Lyrics
Badi hi senti waali mental hain ye choriyaan
Badi hi senti waali mental hain ye choriyaan, haay
Badi hi senti waali mental hain ye choriyaan
Badi hi senti waali mental hain ye choriyaan
O ki machar bhi kaate
To selfie uski kheech lein
Ki machar bhi kaate
To selfie uski kheech lein
Zamaane se lena na dena, haay
Zamaane se lena na dena
Ya khuda ya khuda
Tu humein insey bachaana zaraa
Ki nakli noton ka ek bundle hain ye choriyaan
Badi hi senti waali mental hain ye choriyaan
Badi hi senti waali mental hain ye choriyaan
Ho subah shaam taade ye
Ladkiyon ko gaur se
Rakhe haath dil pe
Par dhadke kahin aur se
Ho subah shaam taade ye
Ladkiyon ko gaur se
Rakhe haath dil pe
Par dhadke kahin aur se
Akal se matar ka daana re, haay
Akal se matar ka daana re
O ya khuda ya khuda
Aaina inko dikhaana zaraa
Ajee harkat se accidental hain ye chokrey
Ajee harkat se accidental hain ye chokrey
Humein kehte hain par khud mental hain ye chokrey
Humein kehte hain par khud mental hain ye chokrey
Haay, ye mascara lip-gloss ki jitni bahaar hai
Jo ladke palat ke na dekhein to bekaar hai
Dekhe to bekaar hai
Na dekhe to bekaar hai
Ho kya Audi, BMW ghanta Jaguar hai
Jo ladko na baithi to kaahe ki mahngi car hai rey
Haan, ye duniya hai bus stop
Ladko bus ke jaisi
Ruko paanch minuton me agali phir milegi
Haan ho sambhal ke kaheen naa ye bus chhoot jae
Baakee zindagi varanaa paidal hee kategi
Ladkiyaan bana bola
God ne bhee oh my God
God ka karishma ladkee
Ladke God ka hain fraud
Ho tradition yahi hai apana
Ladkiyaan paraayaa dhan
Ho ladke jaise kaale dhan se
Better hain paraayaa dhan
Better hain paraayaa dhan
Jee better hain paraayaa dhan
Better hain paraayaa dhan
Haan better hain paraayaa dhan
Ho gaya faisla jaao jee
Ho gaya faisla jaao jee
Ho gaya faisla jaao jee
Munh dho ke aao zaraa
Ladakiyon ke pairon ka sandal hain ye chhokare
Ladakiyon ke pairon ka sandal hain ye chhokare
Hamein kehthe hain par khud mental hain ye chhokare
Are harqat se accidental hain ye chhokare
O ho ho
Na na na na na...
O ho ho
Na na na na na...
Main hoon vo sandal kee jisape tera boj hai
Main single pasli hoon too double dose hai
Too double dose hai
Kaise ye dostur kaisa rivaaz hai
Medium dulhe kee dulhan extra large hai
Dulhan extra large hai
Tujko kya lagtaa hai
Teri hirani chaal hai
Teri kamar hai cameraa, two bhk haul hai
Risataa hai nahin
Ye to pooraa scam hai
Zindagi ka safar
Ab to stuck in jam hai
Risataa hai nahin
Ye to pooraa scam hai
Zindagi ka safar
Ab to stuck in jam hai
Jodta hoon main tere haath
Mujko fasana nahin tere saath
Pyaar mujko jisape aaye
Tujh mein naa ek bhee aisee baath
Maarun aisee jodee ko laat
Jo kare jeevan ko barbaad
Dekh too haalat teri tujpe hai
Sharminda aurat zaat
Haan
Haan
Haan...
Chal hut
Boo boo boo boo
Boo boo boo boo
Boo boo boo boo
Boo boo boo boo
Boo boo boo boo
Boo boo boo boo
Boo boo boo boo
Booooooo
Patlee kamar kee tujko itanee kya demand hai
Haan Brad Pitt ka pota hai
Ya too James Bond hai
Maan agar teri moti hotee
To kya chhod detaa
Size ke dar se kya
Usse bhee naathaa tod detaa
Hat haan vajan ka kya hai
Ye workout se ghatjayegaa
Tere jesaa blunder kaise undo ho paayegaa
Aurat zaat ko
Jo nichaa dikhaayegaa
Jaan le besaram
Mittee mein mil jaayega
Aurat zaat ko
Jo nichaa dikhaayegaa
Jaan le besaram
Mittee mein mil jaayega
Aurat izzat ko jo
Kare public mein faluda
Ek durghatana hai
Tere jesee paidaaish behuda
Thobada achchha naa sahee
Baath achchhee kar le beta
Tere jaise budabak ko
Thodee buddhi baksh re khuda
Sympathy unse hai
Jinke ghar
Tere jaise putrarar hua
Kami hai mujh mein
Aur perfection hain ye choriyaan
Kami hai mujh mein
Aur perfection hain ye choriyaan
God ka ultimate creation hain ye chhoriyaan
Khuda se bandon kaschonnaction hain ye chhoriyaan
Kami hai mujh mein
Aur perfection hain ye choriyaan