Musica de Arijit Singh del Genero: Hindu Todos los artistas y cantantes de música de Hindu son individuos talentosos y apasionados que dedican su vida a crear y compartir su arte con el mundo. Su música de Arijit Singh tiene el poder de emocionarnos, inspirarnos y conectarnos a un nivel profundo. En este blog LetrasFM, exploraremos el mundo de los artistas y cantantes de música del genero Hindu, destacando su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura.
Los artistas y cantantes de música tienen la capacidad única de expresar sus emociones y experiencias a través de su voz y talento musical. A través de sus letras y melodías, nos llevan a un viaje emocional y nos permiten conectarnos con nuestras propias emociones.
Además de su talento musical, los artistas y cantantes son verdaderos profesionales en su campo. Trabajan arduamente para perfeccionar su
badi hi senti wali mental hai ye choriyan
badi hi senti wali mental hai ye choriyan
haaye
badi hi senti wali mental hai ye choriyan
badi hi senti wali mental hai ye choriyan
oh ki macchar bhi kaate
to selfie uski kheech le
ki macchar bhi kaate
to selfie uski kheech le
zamaane se lena na dena haaye
zamaane se lena na dena
ya khuda ya khuda tu hume inse bachana zara
ki nakli noton ka ek bundle hain ye choriyan
badi hi senti wali mental hain ye choriyaan
badi hi senti wali mental hain ye choriyaan
ho subaho shaam taade ye ladkiyon ko gaur se
rakhe haath dil pe par dhadke kahin aur se
ho subaho shaam taade ye ladkiyon ko gaur se
rakhe haath dil pe par dhadke kahin aur se
akal hai matar ka daana re haaye
akal hai matar ka daana re
o ya khuda ya khuda, aaina inko dikhana zara
aji harkat se accidental hain ye chokre
aji harkat se accidental hain ye chokre
hume kehte hain par khud mental hai ye chokre
hume kehte hain par khud mental hai ye chokre
haaye ye mascara lip-gloss ki jitni bahaar hai
jo ladke palat ke na dekhe toh bekaar hai
dekhe toh bekaar hai
na dekhe toh bekaar hai
ho ye audi bmw ghanta jaguar hai
jo ladki na baithi to kaahe ki mehangi car hai re
haan, yeh duniya hai bus stop ladki bus ke jaisi
ruko paanch minuton me agli phir milegi
ho sambhal ke kahin na yeh bus chhoot jaaye
baaki zindagi warna paidal hi kategi
ladkiyan bana bola, god ne bhi: oh my god!
god ka karishma lakdi, ladke god ka hain fraud
ho tradition yahi hai apna ladkiyan paraya dhan
ho ladke jaise kale dhan se
Better hai paraya dhan
Better hai paraya dhan ji
Better hai paraya dhan
Better hai paraya dhan haan
Better hai paraya dhan
ho gaya faisla jaao ji
ho gaya faisla jaao ji
ho gaya faisla jaao ji
munh dho ke aao zaraa
ladkiyon ke pairon ka sandal hain yeh chokre
ladkiyon ke pairon ka sandal hain yeh chokre
humein kehte hain par khud mental hain yeh chokre
arey harqat se accidental hain yeh chhokre
oh ho ho
main hoon wo sandal ki jispe tera bojh hai
main single pasli tu double dose hai
tu double dose hai
kaisa ye dastoor kaisa riwaaz hai
medium dulhe ki dulhan extra large hai
dulhan extra large hai
tujhko kya lagta hai teri hirni chaal hai
teri kamar hai kamra 2 bhk hall hai
rishta hai nahi ye to poora scam hai
zindagi ka safar ab to stuck in jam hai
rishta hai nahi ye to poora scam hai
zindagi ka safar ab to stuck in jam
jodta hoon main tere haath
mujhko phansna nahi tere saath
pyaar jispe mujhko aaye
tujh mein na ek bhi aisi baat
maarun aisi jodi ko laat
jo kare jeevan ko barbaad
dekh tu haalat teri
tujhpe hai sharminda aurat zaat
haan, chal hatt
boo boo
booh
patli kamar ki tujhko kya itni demand hai
brad pitt ka pota hai, ya tu james bond hai
maa agar teri moti hoti toh kya chhod deta
Size ke dar se kya usse bhi naata tod deta, hatt
haan wajan ka kya hai ye workout se ghat jayega
tere jaisa blunder kaise undo ho payega
aurat zaat ko jo nicha dikhayega
jaan le besharam mitti mein mill jayega
aurat zaat ko jo nicha dikhayega
jaan le besharam mitti mein mill jayega
auraton ki izzat ka jo kare public mein phaluda
dekh durghatna hai tere jaisi paidaish behuda
thobda accha na sahi baat acchi kar le beta
tere jaise budbuk ko thodi buddhi baksh re khuda
Sympathy unse hai jinke ghar tere jaisa putar hua
kami hai mujhme aur perfection hain ye chhoriyan
kami hai mujhme aur perfection hain ye chhoriyan
God ka ultimate creation hai ye chhoriyan
khuda se bandon ka connection hai ye chhoriyan
kami hai mujhme aur perfection hai ye chhoriyan