Barakha jo bhaaye tan ve chhuriyaa
riga riga riga riga riga riga riga riga
pehle bhi roz apani mulakat hoti thi
jo baat hui hai aaj kaha woh baat hoti thi
pehle bhi roz apani mulakat hoti thi
zimir zimir zim barase ghata dil mein jale angara
dhunak dhunak dhun behti hawa karti hai kuchh to ishara
ye kaisi aag lagi ye kaisi pyas jagi
pehle bhi sanam ye suhani barsaat hoti thi
pehle bhi roz apani mulakat hoti thi
jo baat hui hai aaj kaha woh baat hoti thi
pehle bhi roz apani mulakat hoti thi
barkha ke boond mein chhupa koi nasha
sambhaale sambhale naa jawani aake laga jaa tu mere seene se zara
kehti hai rutt mastani
pyar tujhe karta hai dil phir kyun bhala darta hai dil
jaise aaj tu hai pehle tu na mere saath hoti thi
pehle bhi roz apani mulakat hoti thi
jo baat hui hai aaj kaha woh baat hoti thi
pehle bhi roz apani mulakat hoti thi