Jaane nahin… denge tujhe
Jaane tujhe… denge nahin
Jaane nahin… denge tujhe
Jaane tujhe… denge nahin
Chahe tujhko rab bulaa le
Hum na rab se darne waale
Raahon mein dat ke khade hain hum
Yaaron se nazrein chura le
Chahe jitna dum lagaa le
Jaane na tujhko aise denge hum
Jaane nahin denge tujhe
Jaane tujhe denge nahin
Do kadam ka yeh safar hai
Umr chhoti si dagar hai
Ek kadam mein ladkhadaya kyoon
Sunn le yaaron ki yeh baatein
Beetengi sab ghum ki raatein
Yaaron se rootha hai saale kyoon
Jaane nahin… denge tujhe
Jaane tujhe… denge nahin
Jaane nahin… denge tujhe
Jaane tujhe… denge nahin
Maa ne khat mein kya likhaa tha
Jiye tu jug yeh kahaa tha
Chaar pal bhi jee na paaya tu
Yaaron se nazrein milaa le
Ek baar tu muskura de
Uth ja saale yun sataata hai kyoon
Jaane nahin… denge tujhe
Jaane tujhe… denge nahin
Jaane nahin… denge tujhe
Jaane tujhe… denge nahin
Jaane nahin… denge tujhe
Jaane tujhe… denge nahin
Jaane nahin… denge tujhe
Jaane tujhe… denge nahin