Musica de Shreya Ghoshal del Genero: Hindu Todos los artistas y cantantes de música de Hindu son individuos talentosos y apasionados que dedican su vida a crear y compartir su arte con el mundo. Su música de Shreya Ghoshal tiene el poder de emocionarnos, inspirarnos y conectarnos a un nivel profundo. En este blog LetrasFM, exploraremos el mundo de los artistas y cantantes de música del genero Hindu, destacando su dedicación, creatividad y contribuciones a la cultura.
Los artistas y cantantes de música tienen la capacidad única de expresar sus emociones y experiencias a través de su voz y talento musical. A través de sus letras y melodías, nos llevan a un viaje emocional y nos permiten conectarnos con nuestras propias emociones.
Además de su talento musical, los artistas y cantantes son verdaderos profesionales en su campo. Trabajan arduamente para perfeccionar su
wohi puraani nayi kahaani
bachpan se jawaani
dekhe the pehle jawaani mein sapnein
dekhoge sapnon mein ab tum jawaani
bolo to bolo na bolo zara
hota hai kya pyaar bolo
bolo to bolo na bolo zara
kyon hoon beqeraar bolo
kabhi kabhi baithe baithe
kyon kisi ki yaad aa jaati hai
ho raha hai ab mujhko jaisa
kuch zara sa tumko bhi waisa
ho raha hai kya
nahin nahin kabhi nahin
aisa waisa kuch nahin hona dena
dekho dekho dil nahin khone dena
chodo chodo jaane bhi do
is baat ko
aise na tum bolo
bolo to bolo na bolo zara
hota hai kya pyaar bolo
bolo to bolo na bolo zara
kyon hoon beqeraar bolo
kisi ki nazar meherbaan ho rahi hai
lo phir se tamanna jawaan ho rahi hai
bas mein na ho jo apne
wohi jawaani hai
ya phir woh tere mere
dil ki kahaani hai
lagta hai koyi apna
youn hi kisi ko
sab se badi to iski
yeh hi nishaani hai
dil mera youn ab chaahe jisko
pyaar sa youn mujhse bhi usko
ho raha hai kya
nahin nahin kabhi nahin
aisa waisa kuch nahin hona dena
dekho dekho dil nahin khone dena
chodo chodo jaane bhi do
is baat ko
aise na tum bolo
bolo to bolo na bolo zara
hota hai kya pyaar bolo
bolo to bolo na bolo zara
kyon hoon beqeraar bolo
yeh rasta zara sa naya hai tamanna
zara dekh le na ke rukna kahan hai
aur chalna kahan hai
kahan largharana samanna kahan hai
is raaste par ab to chalte hi jaana hai
chaahe yeh duniya keh de mujhko deewana hai
tumse shuru huwi hai
tumpe hi ab ghatam
meri kahaani mera har ek fasaana hai
lag raha hai ab mujhko aisa
kuch tumhe bhi thoda sa waisa
lag raha hai kya
haan kaho tamanna
nahin nahin kabhi nahin
aisa waisa kuch nahin hona dena
dekho dekho dil nahin khone dena
chodo chodo jaane bhi do
is baat ko
aise na tum bolo
bolo to chodo na bolo zara
hota hai kya pyaar bolo
bolo to bolo na bolo zara
kyon hoon beqeraar bolo
kabhi kabhi baithe baithe
kyon kisi ki yaad aa jaati hai
ho raha hai ab mujhko jaisa
kuch zara sa tumko bhi waisa
ho raha hai kya
bolo to bolo na bolo zara
nahin nahin kabhi nahin
aisa waisa kuch nahin hona dena
dekho dekho dil nahin khone dena
khone aur paane ke beech
pal bhar ka faasla hai
inkaar mat karo, aage bado
thaam lo uska haath
warna tumhaara inkaar mera intezaar ban jayega
main aage badna chaahta hoon
dekhna chaahta hoon pyaar ke is mod ke aage kya hai
aage bado