Video Beimaan Mohabbat » Shankar Mahadevan Lyrics | Musica Hindu

Ver Video y Lyrics con la música del Genero Hindu más popular de Shankar Mahadevan y otros artistas en línea. Disfruta de las mejores canciones de 2025 en LetrasFM de música en línea. ¡Encuentra tu canción favorita y escúchala en cualquier momento y en cualquier lugar!

Video Beimaan Mohabbat » Shankar Mahadevan Lyrics

Shankar Mahadevan - Beimaan Mohabbat Lyrics


Jo Majnu They Woh Chale Gaye,
Jo Ranjha They Woh Chale Gaye
Jo Majnu They Woh Chale Gaye,
Jo Ranjha They Woh Chale Gaye

Woh Ishq Hai Na Pyar Hai,
Woh Dil Hai Na Dildar Hai
Tu Dost Hai Na Yaar Hai
Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat
Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat

Jo Majnu The Woh Chale Gaye,
Jo Ranjha The Woh Chale Gaye
Un Deewano Ka Naam Na Lo,
Un Parwano Ka Naam Na Lo
Woh Ishk Hai Na Pyar Hai,
Woh Dil Hai Na Dildar Hai
Woh Ishk Hai Na Pyar Hai
Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat
Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat

Abb Kaha Sharmo Haya, Abb Kaha Bholi Ada
Sar Se Parda Hata Sab Huya Bemaja
Na Woh Rasmein Rahin Na Woh Kasmein Rahin
Aane Waali Hai Abb Kayamat
Jo Laila Thi Woh Chali Gayi,
Jo Heer Thi Woh Chali Gayi
Arey Ramkali Ka Naam Na Lo,
Anaarkali Ka Naam Na Lo
Woh Ishk Hai Na Pyar Hai,
Woh Dil Hai Na Dildar Hai
Woh Ishk Hai Na Pyar Hai
Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat
Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat

At Toh Say Wat Toh Say Wat Toh Say How Toh Say

Majnu Ko Lao O Laila Ko Bulao,
Romeo Ko Lao Juliet Ko Bulao
Soni Ko Lao Mahiwal Ko Bulao,
Paro Ko Lao Devdas Ko Bulao
Lao Bulao Kis Kisko Lao, Hai Mohabbat

Aashiki Bas Naam Ki, Yeh Khushi Kis Kaam Ki
Koyi Dil Tod De Raah Mein Chhod De
Ek Bharosa Kare Duja Dhokha Kare Hat
Abb Aankhon Mein Hai Jhuti Chahat
Jo Devdas They Chale Gaye,
Jo Log Khas They Chale Gaye
Tum Bulleyshaha Ka Naam Na Lo,
Arre Rafta Ka Bhi Naam Na Lo
Woh Ishk Hai Na Pyar Hai,
Woh Dil Hai Na Dildar Hai
Woh Ishk Hai Na Pyar Hai
Yeh Teri Mohabbat Beimaan Mohabbat

Mohabbat Beimaan Mohabbat
Mohabbat Beimaan Mohabbat

Beimaan Mohabbat » Shankar Mahadevan Letras !!!

Videos de Shankar Mahadevan