aasmaan mein jaise baadal ho rahe hai
hum dheere dheere dheere paagal ho rahe hai
aasmaan mein jaise baadal ho rahe hai
hum dheere dheere dheere paagal ho rahe hai
main to mar jaana haye wo na jo milne aaye
main to mar jaana haye wo na jo milne aaye
saansein meri hai unke hathon mein
yaad piya ki, mere piya ki aane lagi
haye bheegi bheegi raaton mein
ho yaad piya ki aane lagi
haye bheegi bheegi raaton mein
tere bina kya haal hai apna
kya tumko batlaye re
choodiyan meri roye
meri chunri royi jaye re
ho o tere bina kya haal hai apna
kya tumko batlaye re
chudiyan meri roye
meri chunri royi jaye re
bin tere sab saza hain
bin tere kahan maza hai
bin tere sab saza hain
bin tere kahan maza hai
bin tere kahan maza hai chahaton mein
yaad piya ki, ha-haan mere piya ki
haye piya ki aane lagi
haye bheegi bheegi
yaad piya ki aane lagi
haye bheegi bheegi raaton mein
kab wo din aayega
jab hum bhi mehndi lagwayenge
na jaane kab aayenge
aur doli mein le jayenge
ho kab wo din aayega
jab hum bhi mehndi lagwayenge
na jaane kab aayenge
aur doli mein le jayenge
baari na aaye humari
baarate dekhi saari
baari na aaye humari
baarate dekhi saari
nache hum sabki baraaton mein
yaad piya ki, mere piya ki aane lagi
haye bheegi bheegi raaton mein
ho yaad piya ki aane lagi
haye bheegi bheegi bheegi raaton mein
yaad piya ki aane lagi