Video Tanhayee » Dil Chahta Hai Lyrics | Musica Hindu

Ver Video y Lyrics con la música del Genero Hindu más popular de Dil Chahta Hai y otros artistas en línea. Disfruta de las mejores canciones de 2024 en LetrasFM de música en línea. ¡Encuentra tu canción favorita y escúchala en cualquier momento y en cualquier lugar!

Video Tanhayee » Dil Chahta Hai Lyrics

Dil Chahta Hai - Tanhayee Lyrics


Tanhaai, Tanhaai
Dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
Har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
Tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2
(Khwaab Mein Dekha Tha Ek Aanchal
Maine Apne Haathon Mein
Ab Toote Sapnon Ke Shishe
Chubte Hai In Aankhon Mein) - 2
Kal Koi Tha Yahin, Ab Koi Bhi Nahin
Banke Naagin Jaise Hai Saanson Mein Laheraayi
Tanhaai, Tanhaai, Palkon Pe Kitne Aansu Hai Laayi - 2
(Kyoon Aisi Umeed Ki Maine
Jo Aise Naakaam Hui
Door Banaayi Thi Manzil
To Raste Mein Hi Shaam Hui) - 2
Ab Kahan Jaaoon Main, Kisko Samjhaaoon Main
Kya Maine Chaaha Tha Aur Kyoon Kismat Mein Aayi
Tanhaai, Tanhaai, Jaise Andhero Ki Ho Gehraayi
Dil Ke Raaste Mein Kaisi Thokar Maine Khaayi
Toote Khwaab Saare, Ek Maayusi Hai Chhaayi
Har Khushi So Gayi, Zindagi Kho Gayi
Tumko Jo Pyaar Kiya Maine To Sazaa Main Paayi
Tanhaai, Tanhaai, Milo Hai Phaili Hui Tanhaai - 2
Tanhaai, Tanhaai, Tanhaai, Tanhaai

Tanhayee » Dil Chahta Hai Letras !!!
Esta web no aloja ningun archivo mp3©LetrasFM.Info 2024 Colombia - Chile - Argentina - Mexico. All Rights Reserved.

Musica Online, Escuchar musica online , Musica En Linea, Musica en linea gratis, Escuchar Musica Gratis, Musica Online 2024, Escuchar Musica

Musica 2024, Musica 2024 Online, Escuchar Musica Gratis 2024, Musica 2024 Gratis, Escuchas, Musica de Moda.