voh chaand jaisii laDkii is dil pe chhaa rahii hai... aankhon se raaste se is dil men aa rahii hai
woh chaand...
voh chaand jaisii laDkii is dil pe chhaa rahii hai
alhaD sii bholii-bhaalii maasuum yeh sharaarat
badlii nahiin hai ab tak bachpan kii uskii aadat
taDapa rahii hai yaaden o jaa'uun na na ho jaa'uun ho jaa'uun na main paagal
aa jaa'e saamne voh yeh jaan ja rahii hai voh voh voh chaand jaisii laDkii is dil pe chhaa rahii hai
mera chaand baadalon men kyon jaake kho gaya hai
ab duur is qadar woh kyon mujhse ho gaya hai
kyon jii rahaa huun tanhaa yeh yaad bhii nahiin hai
bas itna yaad hai ki voh yaad aa rahii hai
voh chaand...
voh chaand jaisii laDkii is dil pe chhaa rahii hai... aankhon se raaste se is dil men aa rahii hai
woh chaand woh chaand jaisii